Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Amaan Haider's Photo'

Amaan Haider

2004 | Sambhal, India

Amaan Haider

Ghazal 8

Sher-o-Shayari 9

jaan se baḌh ke huā kartī hai 'izzat pyāre

sar diyā jaatā hai dastār bachāne ke liye

jaan se baDh ke hua karti hai 'izzat pyare

sar diya jata hai dastar bachane ke liye

  • Share this

hālāt chāhe jo bhī hoñ dil to baḌā rakho

ye vaqt kaT hī jā.egā tum hausla rakho

haalat chahe jo bhi hon dil to baDa rakho

ye waqt kaT hi jaega tum hausla rakho

  • Share this

ai māhtābo ujāloñ kī bhiik le jaao

hamāre paañv ke chhāloñ kī āftābī se

ai mahtabo ujalon ki bhik le jao

hamare panw ke chhaalon ki aaftabi se

  • Share this

kuchh hameñ paañv ke chhāloñ se bhī imdād huī

aur kuchh rāsta zanjīr ne āsān kiyā

kuchh hamein panw ke chhaalon se bhi imdad hui

aur kuchh rasta zanjir ne aasan kiya

  • Share this

talab nahīñ hai hameñ dūsrī mohabbat kī

'amān' chaa.e dubāra zarūr chāhte haiñ

talab nahin hai hamein dusri mohabbat ki

'aman' chae dubara zarur chahte hain

  • Share this

Recitation

Speak Now