Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Aslam Rashid's Photo'

Aslam Rashid

1976 | Guna, India

Aslam Rashid

Ghazal 11

Sher-o-Shayari 26

'mīr' 'ġhālib' yahīñ to rahte the

ham bhī dillī se dil lagā leñ kyā

'mir' 'ghaalib' yahin to rahte the

hum bhi dilli se dil laga len kya

  • Share this

isī paanī meñ lāsheñ tairtī haiñ

isī paanī meñ patthar baiThte haiñ

isi pani mein lashen tairti hain

isi pani mein patthar baiThte hain

  • Share this

pahle us āñkheñ sochī jaatī haiñ

phir āñkhoñ meñ raat bitā.ī jaatī hai

pahle us ki aankhen sochi jati hain

phir aankhon mein raat bitai jati hai

DhūñD rahā hai dariyā kis ko

roz kināre TuuT rahe haiñ

DhunD raha hai dariya kis ko

roz kinare TuT rahe hain

sab ko kāñToñ pe shak huā thā magar

zaḳhm ke ās-pās phuul mile

sab ko kanTon pe shak hua tha magar

zaKHm ke aas-pas phul mile

  • Share this

More Poets From "Guna"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now