Jaun Eliya's Photo'

Jaun Eliya

1931 - 2002 | Karachi, Pakistan

One of the most prominent modern Pakistani poets, popular for his unconventional ways.

One of the most prominent modern Pakistani poets, popular for his unconventional ways.

Image Shayari of Jaun Eliya

mai.n bhii bahut ajiib huu.n itnaa ajiib huu.n ki bas

ham ko yaaro.n ne yaad bhii na rakhaa

'jaun' duniyaa kii chaakarii kar ke

mai.n le ke dil ke rishte ghar se nikal chukaa huu.n

mai.n ne har baar tujh se milte vaqt

dil-e-barbaad ko aabaad kiyaa hai mai.n ne

siina dahak rahaa ho to kyaa chup rahe ko.ii

'jaun' duniyaa kii chaakarii kar ke

gaahe gaahe bas ab yahii ho kyaa

zabt kar ke ha.nsii ko bhuul gayaa

jo hu.aa 'jaun' vo hu.aa bhii nahii.n

be-qaraarii sii be-qaraarii hai

kyaa ye aafat nahii.n azaab nahii.n

aur to kyaa thaa bechne ke liye

zindagii ek fan hai lamho.n ko

kis liye dekhtii ho aa.iina

mujhe ab tum se Dar lagne lagaa hai

aur kyaa chaahtii hai gardish-e-ayyaam ki ham

Recitation

aah ko chahiye ek umr asar hote tak SHAMSUR RAHMAN FARUQI

Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi

GET YOUR FREE PASS
Speak Now