Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Meem Maroof Ashraf's Photo'

Meem Maroof Ashraf

1999 | Rampur, India

Meem Maroof Ashraf

Ghazal 6

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 39

abhī āġhāz-e-ulfat hai chalo ik kaam karte haiñ

bichhaḌ kar dekh lete haiñ bichhaḌ kar kaisā lagtā hai

abhi aaghaz-e-ulfat hai chalo ek kaam karte hain

bichhaD kar dekh lete hain bichhaD kar kaisa lagta hai

  • Share this

bint-e-havvā ko bhuul jaa.eñ ham

ye nahīñ aatā ibn-e-ādam ko

bint-e-hawwa ko bhul jaen hum

ye nahin aata ibn-e-adam ko

  • Share this

kisī ke yaad karne agar hotī sabab hichkī

mirā mahbūb ho kar ke pareshāñ mar gayā hotā

kisi ke yaad karne ka agar hoti sabab hichki

mera mahbub ho kar ke pareshan mar gaya hota

  • Share this

sochtā huuñ kyā mirā bantā ḳhudā ke sāmne

gar na hotā yā-rasūlullah sahārā aap

sochta hun kya mera banta KHuda ke samne

gar na hota ya-rasulullah sahaara aap ka

  • Share this

aaj tasvīr us dekhī hai

aaj phir niiñd ziyāñ hogā

aaj taswir us ki dekhi hai

aaj phir nind ka ziyan hoga

  • Share this

More Poets From "Rampur"

Recitation

Speak Now