Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Meraj Naqvi's Photo'

Meraj Naqvi

Moradabad, India

Meraj Naqvi

Ghazal 18

Nazm 11

Sher-o-Shayari 28

vaqt ke saath husn Dhaltā hai

tum magar ab bhī ḳhūb-sūrat ho

waqt ke sath husn Dhalta hai

tum magar ab bhi KHub-surat ho

  • Share this

ham tire hijr sabhī rāteñ

ke cigarette guzār dete haiñ

hum tere hijr ki sabhi raaten

pi ke cigarette guzar dete hain

  • Share this

ḳhud-kushī bhī harām hai yā-rab

dil vahshat kyā 'ilāj karūñ

KHud-kushi bhi haram hai ya-rab

dil ki wahshat ka kya 'ilaj karun

  • Share this

kyā karte us se haath milā kar batā.iye

dil kaise miltā jis se tabī'at nahīñ milī

kya karte us se hath mila kar bataiye

dil kaise milta jis se tabi'at nahin mili

  • Share this

niiñd meñ bhī hai sharm chehre par

ḳhvāb meñ mujh se mil rahī ho kyā

nind mein bhi hai sharm chehre par

KHwab mein mujh se mil rahi ho kya

  • Share this

Qita 14

BOOKS 1

 

More Poets From "Moradabad"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now