Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Mohammad Baqar Shams's Photo'

Mohammad Baqar Shams

1909 - 2007 | Karachi, Pakistan

Poet, critic, and educationist whose works shaped Urdu literature, history, and intellectual thought across the subcontinent

Poet, critic, and educationist whose works shaped Urdu literature, history, and intellectual thought across the subcontinent

Mohammad Baqar Shams

Ghazal 11

Sher-o-Shayari 31

aañkh saaqī se milī jaise mai-ḳhāne meñ

khiñch ke mai aa ga.ī paimāne se paimāne meñ

aankh saqi se mili jaise hi mai-KHane mein

khinch ke mai aa gai paimane se paimane mein

  • Share this

dekhā jo mujh ko pher ke muñh muskurā diye

bijlī girī taḌap ke dil-e-be-qarār par

dekha jo mujh ko pher ke munh muskura diye

bijli giri taDap ke dil-e-be-qarar par

  • Share this

hai gor-e-ġharībāñ meñ vahī 'shams' madfan

turbat jo koī dil ke dhaḌakne sadā de

hai gor-e-ghariban mein wahi 'shams' ka madfan

turbat jo koi dil ke dhaDakne ki sada de

  • Share this

kitne pā-e-sanam par kiye sajde maiñ ne

kabhī puurā na huā shauq jabīñ-sā.ī

kitne hi pa-e-sanam par kiye sajde main ne

kabhi pura na hua shauq jabin-sai ka

  • Share this

nazar lagne un ke vāste ganDā banāne ko

bachā rakkhe haiñ maiñ ne taar kuchh apne garebāñ meñ

nazar lagne ka un ke waste ganDa banane ko

bacha rakkhe hain main ne tar kuchh apne gareban mein

  • Share this

BOOKS 10

 

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now