aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1932 - 2007 | Karachi, Pakistan
zindagī gul hai naġhma hai mahtāb hai
zindagī ko faqat imtihāñ mat samajh
zindagi gul hai naghma hai mahtab hai
zindagi ko faqat imtihan mat samajh
jo mile the hameñ kitāboñ meñ
jaane vo kis nagar meñ rahte haiñ
jo mile the hamein kitabon mein
jaane wo kis nagar mein rahte hain
jaane vaale sab aa chuke 'mohsin'
aane vaalā abhī nahīñ aayā
jaane wale sab aa chuke 'mohsin'
aane wala abhi nahin aaya
nairañgī-e-siyāsat-e-daurāñ to dekhiye
manzil unheñ milī jo sharīk-e-safar na the
nairangi-e-siyasat-e-dauran to dekhiye
manzil unhen mili jo sharik-e-safar na the
ġhalat the vaade magar maiñ yaqīn rakhtā thā
vo shaḳhs lahja bahut dil-nashīn rakhtā thā
ghalat the wade magar main yaqin rakhta tha
wo shaKHs lahja bahut dil-nashin rakhta tha
Aaine Ke Us Taraf
1985
Gard-e-Masafat
1991
Japani Ke Char Azeem Shair
1997
Jareeda Ghalib Library
Majra
1981
Manzar Putli Mein
1995
Manzil
2003
Mauzooati Nazmein
1993
Naqd-e-Sukhan
1998
Nazmane
us ko chaahaa thaa kabhii KHud kii tarah aaj KHud apne talabgaar hai.n ham
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books