Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
ḳhudā āḳhir karegā ḳhush mirā dil
mujhe apne tavakkul kī qasam hai
KHuda aaKHir karega KHush mera dil
mujhe apne tawakkul ki qasam hai
sohbat na rakh aġhyār suuñ bezār mat kar yaar kuuñ
jaatā rahegā haath suuñ us kī nigahbānī karo
sohbat na rakh aghyar sun bezar mat kar yar kun
jata rahega hath sun us ki nigahbani karo
rāstī se tujh kuuñ karnā hai nibāh
haath jo pakḌā mirā dahnā sajan
rasti se tujh kun karna hai nibah
hath jo pakDa mera dahna sajan
Deewan-e-Mubtala
Ek Eham Go Shayar-Muqallid Wali
1996
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
The best way to learn Urdu online
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
A three-day celebration of Urdu