Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Pinhaan's Photo'

Pinhaan

1957 | Texas, USA

Pinhaan

Ghazal 19

Sher-o-Shayari 4

ḳhvāb dekhe the TuuT kar maiñ ne

TuuT kar ḳhvāb dekhte haiñ mujhe

KHwab dekhe the TuT kar main ne

TuT kar KHwab dekhte hain mujhe

maiñ shar sharārat se to hoshyār huuñ lekin

allāh bachā.e to bachūñ ḳhair ke shar se

main shar ki shararat se to hoshyar hun lekin

allah bachae to bachun KHair ke shar se

patthar na banā de mujhe mausam ye saḳhtī

mar jaa.eñ mire ḳhvāb na ta.abīr ke Dar se

patthar na bana de mujhe mausam ki ye saKHti

mar jaen mere KHwab na tabir ke Dar se

ye dil ajiib hai aksar kamāl kartā hai

javāb jin nahīñ vo savāl kartā hai

ye dil ajib hai aksar kamal karta hai

jawab jin ka nahin wo sawal karta hai

  • Share this

BOOKS 1

 

Image Shayari 1

 

More Poets From "Texas"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now