Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Sajid Hameed's Photo'

Sajid Hameed

Sajid Hameed

Ghazal 19

Nazm 17

Sher-o-Shayari 5

rā.egāñ ho rahī thī tanhā.ī

terī yādoñ kārobār kiyā

raegan ho rahi thi tanhai

teri yaadon ka karobar kiya

dard itnā bhī nahīñ hai ki chhupā bhī na sakūñ

bojh aisā bhī nahīñ hai ki uThā bhī na sakūñ

dard itna bhi nahin hai ki chhupa bhi na sakun

bojh aisa bhi nahin hai ki uTha bhi na sakun

munjamid thā lahū rag-o-pai meñ

terī aamad hayāt le aa.ī

munjamid tha lahu rag-o-pai mein

teri aamad hayat le aai

  • Share this

aisī aag falak se barsegī ik din

ḳhaak havā paanī patthar jal jā.eñge

aisi aag falak se barsegi ek din

KHak hawa pani patthar jal jaenge

  • Share this

samajh meñ vaqt aayā karishma

nazar ḳhud par jo Daalī hai dinoñ ba.ad

samajh mein waqt ka aaya karishma

nazar KHud par jo Dali hai dinon baad

BOOKS 6

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now