aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1974 | Badayun, India
A prominent Urdu ghazal poet from the 1990s, is renowned for his innovative style and emotional depth
ham chāhte the maut hī ham ko judā kare
afsos apnā saath vahāñ tak nahīñ huā
hum chahte the maut hi hum ko juda kare
afsos apna sath wahan tak nahin hua
maiñ ḳhushbuoñ ke zikr pe ḳhāmosh hī rahā
hālāñki ek phuul mire hāfize meñ thā
main KHushbuon ke zikr pe KHamosh hi raha
haalanki ek phul mere hafize mein tha
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books