aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "affair"
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chalechale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
ye samajh kar tujhe ai maut lagaa rakkhaa haikaam aataa hai bure vaqt me.n aanaa teraa
tar-daamanii pe shaiKH hamaarii na jaa.iyodaaman nicho.D de.n to farishte vuzuu kare.n
sunte hai.n us ko chhe.D chhe.D ke hamkis maze se itaab kii baate.n
jaam-e-mai mu.nh se tuu lagaa apnechho.D sharm o hijaab kii baate.n
phir gavaaraa hai mujhe ishq kii har ik mushkiltaaza phir sheva-e-farhaad kiyaa hai mai.n ne
mai.n sochtaa huu.n ko.ii aur kaarobaar karuu.nkitaab kaun KHariidegaa is giraanii me.n
matlab mu.aamalaat kaa kuchh paa gayaa huu.n mai.nha.ns kar fareb-e-chashm-e-karam khaa gayaa huu.n mai.n
ishq kyaa kaar-e-havas bhii ko.ii aasaan nahii.nKHair se pahle isii kaam ke qaabil ho jaa.o
saa.nso.n ke aane jaane pe chaltaa hai kaarobaarchhuutaa nahii.n hai ko.ii bhii haa.nDii jalii hu.ii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books