aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "criticism"
tanqiid-e-husn maslahat-e-KHaas-e-ishq haiye jurm gaah gaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
bigaa.D par hai jo tanqiid sab bajaa lekintumhaare hisse ke jo kaam the sa.nvaare bhii
sab log liye sa.ng-e-malaamat nikal aa.ekis shahr me.n ham ahl-e-mohabbat nikal aa.e
lab utar aa.e hai.n vo taariif parham jo aadii ho ga.e dushnaam ke
vo sa.ng-e-malaamat thaa jis ko tiraa dil kah karus kuuche se mujh jaisaa rah-giir uThaa laayaa
hame.n bhii shauq hai apnii taraf se jiine kaahamaaraa naam bhii kiije itaab me.n shaamil
master saahab ke Gusse kaa sababbe-KHataa ma.asuum bachcho.n par khulaa
Gazab vo chanchal kii shoKH-biinii phir us pe nathuno.n kii nukta-chiiniiphir us pe nath kii vo ham-nashiinii phir us pe motii pha.Dak rahaa hai
bazm-e-aGyaar sahii az-rah-e-tanqiid sahiishukr hai ham bhii kahii.n yaad kiye jaate hai.n
naqqaad tum ko puuchhte aa.e the kal 'shujaa'kahte the shaa'iro.n me.n tumhaaraa bhii naam hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books