aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "food"
mire taa.ir-e-nafas ko nahii.n baaGbaa.n se ranjishmile ghar me.n aab-o-daana to ye daam tak na pahu.nche
ziyaada kyaa tavaqqo.a ho Gazal semiyaa.n bas aab-o-daana chal rahaa hai
ai taaza vaardaan-e-bisaat-e-havaa-e-dilzinhaar agar tumhe.n havas-e-naa.e-o-nosh hai
ai jaan-e-aarzuu vo qayaamat se kam na thekaaTe tire baGair jo Gurbat me.n chaar din
ab bichha.D jaa ki bahut der se ham saath me.n hai.npeT bhar jaa.e to khaanaa bhii buraa lagtaa hai
dekh kar dil-kashii zamaane kiiaarzuu hai fareb khaane kii
TikTikii baa.ndhe vo takte hai.n mai.n is ghaat me.n huu.nkahii.n khaane lage chakkar na ye Thahraa paanii
apne Gam me.n bhii us ko sarfa haina khilaa jaane vo na khaa jaane
ma.aash-e-be-dilaa.n puuchho na yaaronumuu paate rahe rizq-e-numuu bin
allaah re terii tundi-e-KHuu jis ke biim seajzaa-e-naala dil me.n mire rizq-e-ham hu.e
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books