aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "innocence"
karo kaj jabii.n pe sar-e-kafan mire qaatilo.n ko gumaa.n na hoki Guruur-e-ishq kaa baa.nkpan pas-e-marg ham ne bhulaa diyaa
vo saadgii na kare kuchh bhii to adaa hii lagevo bhol-pan hai ki bebaakii bhii hayaa hii lage
chand ma.asuum se patto.n kaa lahuu hai 'faakir'jis ko mahbuub kii haatho.n kii hinaa kahte hai.n
apnii ma.asuumiyat ke parde me.nho ga.ii vo nazar siyaanii bhii
bholaa-pan aur saadgii par us kii mai.n miTtaa hu.aaek suurat mohnii sii dil me.n ghar kartii hu.ii
gaahe gaahe ab bhii chale jaate hai.n ham us kuuche me.nzehn buzurgii o.Dh chukaa dil kii naadaanii baaqii hai
tavaaf kartii hai maa'suumiyat yuu.n kamsin kaaki qatl kar de 'adaalat me.n bhii to saaf barii
jo saadgii hai kuhan me.n hamaare ai 'niiraj'kisii pe aur bhii kyaa aisaa baa.nkpan dekhaa
aur is se pahle ki saabit ho jurm-e-KHaamoshiiham apnii raa.e kaa iz.haar karnaa chaahte hai.n
ye nannhii sii vus.at ye naadaan hastiina.e se nayaa bhed kahtaa gayaa dil
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books