aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "political"
ajnabii KHvaahishe.n siine me.n dabaa bhii na sakuu.naise ziddii hai.n parinde ki u.Daa bhii na sakuu.n
kisii ke dil se ab jazbaat kaa rishta nahii.n qaa.emha.nsii bhii maslahat-aamez aa.nsuu bhii siyaasii hai
us kii sardaarii se ab inkaar karnaa chaahiyeraushnii detaa nahii.n suuraj siyaasat ke baGair
jab se dekhaa hai tujhe mujh se hai merii an-banhusn kaa rang-e-siyaasat mujhe maa'luum na thaa
ta.alluq hai siyaasat kaa yahaa.n har baat se 'haamid'udaasii bhii siyaasii hai udaasii se ghiraa huu.n mai.n
suKHan ko siyaasat kaa ziina dikhaa kartamaasha ye ahl-e-qalam kar rahe hai.n
siyaasii log ab chole badal karKHudaa ke tarjumaa.n hone lage hai.n
jo islaam ke naam par chal rahe themazaa un siyaasii idaaro.n ne luuTaa
uruuj-e-qaumii zavaal-e-qaumii KHudaa kii qudrat ke hai.n karishmehamesha radd-o-badal ke andar ye amr political rahaa hai
tuu jitnaa bhii unhe.n apnaa samajh lesiyaasii hastiyaa.n terii na merii
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books