aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "saaqii"
mai.n ne jaanaa kaasa-e-sar hai kisii mai-KHvaar kaavaazhguuna dast-e-saaqii me.n jo paimaana hu.aa
fareb-e-saaqi-e-mahfil na puuchhiye 'majruuh'sharaab ek hai badle hu.e hai.n paimaane
labrez kar is daur me.n ai saaqii-e-kam-zarfmat rakh mai-e-gulguu.n se tahii jaam hamaaraa
ajab saaqiyaa gandumii rang haiki partav se bantii hai dhaanii sharaab
kuchh mast nigaah-e-saaqii hai kul mai me.n hai jo kuchh baaqii haimai-KHaane ke baahar kuchh bhii nahii.n mai-KHaane me.n jannat hotii hai
aaj yuu.n hii saaqiyaa jaam-e-arGavaa.n chalejaise bazm-e-va.az me.n shaiKH kii zabaa.n chale
haa.e gardish vo chashm-e-saaqii kiimai.n ye samjhaa ki jaam chaltaa hai
mujhe ye bataa de tuu saaqiyaa jise mai-kade se gurez thaatirii mast aa.nkho.n me.n vo 'qamar' ye bataa ki kaise utar gayaa
tishnagii mohr-ba-lab tishna-labii hai ab tochashm-e-saaqii kii shikaayat nahii.n karne detii
us anjuman me.n ki chashm-e-saaqii kafiil ho aish-e-zindagii kiivo baada-KHvaarii me.n KHaam ho.nge jo fikr-e-jaam-o-subuu kare.nge
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books