SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaqii"
Nazm MATCHES FOR "saaqii"
Nazm
shikwa
ham to jiite hai.n ki duniyaa me.n tiraa naam rahe
kahii.n mumkin hai ki saaqii na rahe jaam rahe
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
aaj bhii ho jo braahiim kaa iimaa.n paidaa
aag kar saktii hai andaaz-e-gulistaa.n paidaa
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
saaqi-e-rabaab-e-zauq faaras-e-maidaan-e-shauq
baada hai us kaa rahiiq teG hai us kii asiil
Allama Iqbal
Nazm
aurat
mukaalamaat-e-falaatuu.n na likh sakii lekin
usii ke sho.ale se TuuTaa sharaar-e-aflaatuu.n
Allama Iqbal
Nazm
shikast-e-tauba
saaqii kii har nigaah pe bal khaa ke pii gayaa
lahro.n se kheltaa hu.aa lahraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
nauha
saaqii se gilaa thaa tumhe.n mai-KHaane se shikva
ab zahr se bhii pyaas bujhaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
kar gae kuch kahan
tuu ne jaanaa thaa ki aashufta-sarii kaa mausam
dasht-e-Gurbat kii vadii.at thaa so ab KHatm hu.aa
Ahmad Faraz
Nazm
roTiyan
ThaTThaa ha.nsii sharaab sanam saaqii is sivaa
sau sau tarah kii dhuum machaatii hai.n roTiyaa.n