SEARCH RESULTS
Showing search results for "'siitaa'"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "'siitaa'"
Sher
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "'siitaa'"
MORE MATCHES FOR "'siitaa'"
Nazm
hinDola
yahii.n gharo.ndo.n me.n siitaa sulochanaa raadhaa
kisii zamaane me.n gu.Diyo.n se kheltii ho.ngii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
bint-e-hawwa
mujh ko hai faKHr ki us qaum se nisbat hai mirii
faatima mariyam-o-siitaa sii hai.n rahbar jis kii
Hina Rizvi
Ghazal
mai.n ne likhkhaa hai use maryam o siitaa kii tarah
jism ko us ke ajantaa nahii.n likhkhaa mai.n ne
Anwar Jalalpuri
Nazm
lamhon ki parastar
azm-e-siitaa kii qasam ismat-e-maryam kii qasam
yaad hai.n us ke vo ha.nste hu.e aa.nsuu mujh ko
Qateel Shifai
Sher
KHud pe ye zulm gavaaraa nahii.n hogaa ham se
ham to sho.alo.n se na guzre.nge na siitaa samjhe.n
Bilqis Zafirul Hasan
Nazm
hello best friend
aise tum aa.e ki sahraa pe ravaanii aa.e
jaise siitaa ke qarii.n raam nishaanii aa.e