SEARCH RESULTS
Showing search results for ",DYH"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",DyH"
Ghazal
ik taur-e-dah-sadii thaa jo be-taur ho gayaa
ab jantarii bajaa.iye taariiKH gaa.iye
Jaun Eliya
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",DyH"
Ghazal
ye baar-e-Gam-e-ishq samaayaa hai ki 'naasiKH'
hai koh se dah-chand giraanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Qita
kal apne muriido.n se kahaa piir-e-muGaa.n ne
qiimat me.n ye ma.anii hai dur-e-naab se dah-chand
Allama Iqbal
Ghazal
sutuun-e-reg na Thahraa 'adiim' chhat ke tale
mai.n Dah gayaa huu.n KHud apne ko aasraa de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
kyuu.n apnii taariiKH se naalaa.n hai.n is shahr ke log
Dah dete hai.n jo ta.amiir puraanii hotii hai
Afzal Khan
Ghazal
nikle hai chashma jo ko.ii josh-zanaa.n paanii kaa
yaad-dah hai vo kisuu chashm kii giryaanii kaa
Meer Taqi Meer
Rekhti
na.e dhaano.n kii sii khetii kii tarah se 'inshaa'
Dah-Dahii aur harii huu.n to bhalaa tujh ko kyaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ab ek baar to qudrat javaab-dah Thahre
hazaar baar ham insaan aazmaa.e ga.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ab to ye reshmii pore.n bhii chhidii jaatii hai.n
KHud ko ab baKHsh bhii de zulm na Dah dard na chun
Wasi Shah
Ghazal
makaan-e-jism yuu.n to Dah gayaa par
qayaamat Dhaa rahaa malba tumhaaraa
Raghunandan Sharma Danish
Ghazal
chakor husn-e-mah-e-chaar-dah ko bhuul gayaa
muraad par jo tiraa aalam-e-shabaab aayaa
Haidar Ali Aatish
Nazm
nur-jahan ka mazar
aaraasta jin ke liye gulzaar o chaman the
jo naazukii me.n daaG dah-e-barg-e-saman the
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
kha.De chup ho dekhte kyaa mire dil uja.D ga.e ko
vo gunah to kah do jis se ye dah-e-KHaraab ulTaa
