SEARCH RESULTS
Showing search results for ",emu0"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",emu0"
Ghazal
thii nau-aamuuz-e-fanaa himmat-e-dushvaar-pasand
saKHt mushkil hai ki ye kaam bhii aasaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
umuur-e-dil me.n kisii tiisre kaa daKHl nahii.n
yahaa.n faqat tirii chaltii hai yaa udaasii kii
Rehman Faris
Ghazal
na kuchh KHabar hai hadiiso.n kii in safiiho.n ko
na ye ma.aani-e-ummul-kitaab samjhe hai.n
Meer Anees
MORE MATCHES FOR ",emu0"
Ghazal
bahr-e-hastii ke umuq ko kyaa bataa.uu.n
Duub kar mai.n 'shaad' is me.n kho gayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Nazm
nazm ittihad
apne umuur me.n na karo Gair ko shariik
shar ko na Dhuu.nDho aur karo KHair ko shariik
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
kyaa tujhe ma.aluum hai dair-o-haram kii ek raah
but-parastii us jagah aur is jagah hai yak umuur