SEARCH RESULTS
Showing search results for ",fQOG"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",fqoG"
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",fqoG"
Nazm
KHizr-e-rah
taa ye chingaarii froG-e-jaavedaa.n paidaa kare
KHaak-e-mashriq par chamak jaa.e misaal-e-aaftaab
Allama Iqbal
Ghazal
apne faroG-e-husn kii dikhlaa ke vus.ate.n
mere huduud-e-shauq ba.Dhaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Nazm
zauq o shauq
aalam-e-aab-o-KHaak me.n tere zuhuur se faroG
zarra-e-reg ko diyaa tuu ne tuluu-e-aaftaab!
Allama Iqbal
Sher
us ke faroG-e-husn se jhamke hai sab me.n nuur
sham-e-haram ho yaa ki diyaa somnaat kaa
Meer Taqi Meer
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
tahziib-e-zindagii ke faroG-e-vatan ke KHvaab
zindaa.n ke KHvaab kuucha-e-daar-o-rasan ke KHvaab
Sahir Ludhianvi
Ghazal
rash.ha-e-shabnam bahaar-e-gul faroG-e-mehr-o-maah
vaah kyaa ash.aar hai.n diivaan-e-fitrat dekhiye
Josh Malihabadi
Sher
husn ko husn banaane me.n miraa haath bhii hai
aap mujh ko nazar-andaaz nahii.n kar sakte
Rais Farogh
Sher
meraa bhii ek baap thaa achchhaa saa ek baap
vo jis jagah pahu.nch ke maraa thaa vahii.n huu.n mai.n
Rais Farogh
Sher
Rais Farogh
Ghazal
vo daana-e-subul KHatmur-rusul maulaa-e-kul jis ne
Gubaar-e-raah ko baKHshaa faroG-e-vaadii-e-siinaa






