SEARCH RESULTS
Showing search results for ",jHd"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",jHd"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",jHd"
Ghazal
ham ne to ko.ii baat nikaalii nahii.n Gam kii
vo zuud-pashemaan pashemaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
kii mire qatl ke baa'd us ne jafaa se tauba
haa.e us zuud-pashemaa.n kaa pashemaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
magar vo zuud-faraamosh zuud-ranj bhii hai
ki ruuTh jaa.e agar yaad kuchh dilaa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
vaa.iz subuut laa.e jo mai ke javaaz me.n
'iqbaal' ko ye zid hai ki piinaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
zindagii jehd me.n hai sabr ke qaabuu me.n nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
daraKHt-e-zard
hamaarii umr kaa qissa hisaab andoz-e-aanii hai
zamaanii zad me.n zan kii ik gumaan-e-laazimaanii hai
Jaun Eliya
Ghazal
ja.D ukha.Dne se jhukaa.o hai mirii shaaKHo.n me.n
duur se log samar-baar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
kahii.n akele me.n mil kar jhi.njho.D duu.ngaa use
jahaa.n jahaa.n se vo TuuTaa hai jo.D duu.ngaa use











