SEARCH RESULTS
Showing search results for "{{"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "{{"
Sher
zulfo.n me.n kiyaa qaid na abruu se kiyaa qatl
tuu ne to ko.ii baat na maanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Ada Jafarey
PAGE MATCHES FOR "{{"
Ebook
vividh ebooks
vividh
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "{{"
Ghazal
zindagii aa.iina hai aa.iina-aaraa.ii hai
ajnabii bhii hai vahii jis se shanaasaa.ii hai
Atta Shad
Sher
ra.anaa.ii-e-bahaar pe the sab farefta
afsos ko.ii mahram-e-raaz-e-KHizaa.n na thaa
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
vo jo har raah ke har mo.D pe mil jaataa hai
ab ke puuchhe.nge ki us shaKHs kaa qissa kyaa hai
Abid Almi
Sher
har ek aa.nkh me.n aa.nsuu har ek lab pe fuGaa.n
ye ek shor-e-qayaamat saa kuu-ba-kuu kyaa hai
Fasih Akmal
Ghazal
siine pe kitne daaG liye phir rahaa huu.n mai.n
zaKHmo.n kaa ek baaG liye phir rahaa huu.n mai.n
Nayyar Sultanpuri
Translated Poetry
miTaanaa zulm se hai Gair-mumkin zulm ko 'be-dil'
bujhaa.ii hai kisii ne aag aab-e-teG-o-KHanjar se
Abdul Qadir Bedil Dehlavi
Ghazal
kahii.n pe rukte hu.e aur kahii.n guzarte hu.e
KHajil to KHuub hu.e naazirii.n guzarte hu.e
Naeem Gilani
Ghazal
Ahmar Nadeem
Ghazal
apne qaatil ko niguu.n-saar kiyaa thaa mai.n ne
kaar-naama ye sar-e-daar kiyaa thaa mai.n ne
Yawar Azeem
Ghazal
ik saaya kamre me.n aayaa aadhii raat ga.e
mai.n KHud ko pahchaan na paayaa aadhii raat ga.e
Mahender Kumar Sani
Ghazal
nikaaliye na.e zulm-o-sitam kii gunjaa.ish
abhii hai aur mire dil me.n Gam kii gunjaa.ish














