SEARCH RESULTS
Showing search results for "امانت"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "امانت"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "امانت"
Nazm
parchhaiyan
hamaaraa KHuun amaanat hai nasl-e-nau ke liye
hamaare KHuun pe lashkar na pal sake.nge kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hai amaanat me.n KHayaanat so kisii kii KHaatir
ko.ii martaa hai to hairat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
vaz'-daarii to buzurgo.n kii amaanat hai magar
ab ye bikte hu.e zevar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
Short story
Ismat Chughtai
Ghazal
KHushaa vo jaan jise dii ga.ii amaanat-e-ishq
rahe vo dil jise apnaa banaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ab tire raaz sambhaale nahii.n jaate mujh se
mai.n kisii roz amaanat me.n KHayaanat karuu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Sher
kyuu.n vasl kii shab haath lagaane nahii.n dete
maashuuq ho yaa ko.ii amaanat ho kisii kii
Dagh Dehlvi
Ghazal
isii zamiin me.n ik din mujhe bhii sonaa hai
isii zamii.n kii amaanat hai.n mere pyaare bhii