SEARCH RESULTS
Showing search results for "اہرمن"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "اہرمن"
Nazm
saneha
ab ahrman ke haath me.n hai teG-e-KHuu.n-chakaa.n
KHush hai ki dast-o-baazuu-e-yazdaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
yazdaan o ahrman kii hikaayaat ke badle
insaa.n kii rivaayaat ko dohraa ke guzar jaa
Saghar Siddiqui
MORE MATCHES FOR "اہرمن"
Ghazal
KHudaa-o-ahrman badle vo iimaan-e-du.ii badlaa
huduud-e-KHair-o-shar badle mazaaq-e-kaafirii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
gunaah aur hasii.n, ahrman ke bas me.n nahii.n
sitam-zariif ko.ii banda-e-KHudaa hii na ho
Shaz Tamkanat
Nazm
gandhi-ji ki yaad mein!
ye naGma-e-hayaat hai ki hai ajal taraana-sanj
ye daur-e-kaa.enaat hai ki raqs me.n hai ahrman
Jigar Moradabadi
Nazm
mukafat
guzar ga.ii hai taqaddus me.n zindagii merii
dil ahrman se rahaa hai satiiza-kaar meraa