SEARCH RESULTS
Showing search results for "بام_فلک"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "بام_فلک"
Ghazal
thaa baam-e-falak KHaak-basar aane lagaa huu.n
jis samt ishaara thaa udhar aane lagaa huu.n
Shahab Safdar
Ghazal
shafaq se baam-e-falak laala-guu.n bhii hotaa hai
tuluu.a hone me.n suuraj kaa KHuu.n bhii hotaa hai
Bilal Ahmad
Sher
baam-e-falak pe gar vo u.Daataa nahii.n pata.ng
KHurshiid o maah Dor ke phir kis kii gole hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
BOOKS MATCHES FOR "بام_فلک"
MORE MATCHES FOR "بام_فلک"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Non prevalent ghazals
شب کہ تھا نظارگی روے بتاں کا اے اسدؔ
گر گیا بام فلک سے صبح طشت ماہتاب
Mirza Ghalib
Nazm
aaftab-e-subh
حسن تيرا جب ہوا بام فلک سے جلوہ گر
آنکھ سے اڑتا ہے يک دم خواب کي مے کا اثر
Allama Iqbal
Nazm
haqiqat aur hi kuchh hai
kisii ke vaaste baam-e-falak se
sitaare to.D kar laataa nahii.n ko.ii
Noor Amrohvi
Mukhammas
''sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n''
Ain Seen
Nazm
safir-e-laila-1
hazaar kohna du.aa.e.n garche buzurg ho.nTo.n se uTh ke baam-e-falak pe pahu.nchii.n
magar na aa.e
Ali Akbar Natiq
Ghazal
us ke baam-falak-aasaar kii tasviir me.n gum
merii taKH.iil banaatii rahii ziine shab-bhar
Anwar Anjum
Ghazal
dekhe hai.n ka.ii girte hu.e baam falak se
duniyaa hai sitamgar yahaa.n tuu gir ke uThe jaa
Koki Gul
Ghazal
ruKH-e-sabiih se kis ne naqaab uThaa.ii hai
sitaare baam-e-falak ke hai.n jhilmilaa.e hu.e