SEARCH RESULTS
Showing search results for "بجھانا"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "بجھانا"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
jalaa ke rakh liyaa haatho.n ke saath daaman tak
tumhe.n charaaG bujhaanaa bhii to nahii.n aayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Irfan Siddiqi
PAGE MATCHES FOR "بجھانا"
MORE MATCHES FOR "بجھانا"
Ghazal
sabaa-mizaaj kii tezii bhii ek ne.amat hai
agar charaaG bujhaanaa hii ek kaam na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
KHair agar tum se na jal paa.e.n vafaa.o.n ke charaaG
tum bujhaanaa mat jo ko.ii duusraa raushan kare
Irfan Siddiqi
Tanz-o-Mazah
Patras Bukhari
Ghazal
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
apne diye ko chaa.nd bataane ke vaaste
bastii kaa har charaaG bujhaanaa pa.Daa hame.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
mire har dukh kaa kaaran hai.n ye aa.nkhe.n
mai.n ye diipak bujhaanaa chaahtaa huu.n
Farhat Shahzad
Ghazal
ruuh kii pyaas bujhaanaa ko.ii aasaan na thaa
saaf paanii ba.De gahre me.n milaa thaa mujh ko