SEARCH RESULTS
Showing search results for "بحر"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "بحر"
Nazm
shikwa
dasht to dasht hai.n dariyaa bhii na chho.De ham ne
bahr-e-zulmaat me.n dau.Daa diye gho.De ham ne
Allama Iqbal
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "بحر"
MORE MATCHES FOR "بحر"
Ghazal
rahegaa raavii o niil o furaat me.n kab tak
tiraa safiina ki hai bahr-e-be-karaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
aab-e-muhiit-e-ishq kaa bahr 'ajiib bahr hai
taire to Garq ho ga.e Duube to paar kar ga.e
Adeem Hashmi
Hindi Ghazal
tiraa nizaam hai sil de zabaan-e-shaa.er ko
ye ehtiyaat zaruurii hai is bahar ke liye
Dushyant Kumar
Ghazal
mohabbat me.n jo Duubaa ho use saahil se kyaa lenaa
kise is bahr me.n jaa kar kinaara yaad rahtaa hai
Adeem Hashmi
Marsiya
dekhaa jise karam se KHataa.e.n hu.ii.n bahil
putlii bisaan-e-qibla-numaa be-qaraar hai