SEARCH RESULTS
Showing search results for "بل"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "بل"
Nazm
shikwa
bas rahe the yahii.n saljuuq bhii tuuraanii bhii
ahl-e-chii.n chiin me.n iiraan me.n saasaanii bhii
Allama Iqbal
Ghazal
o.Dhe hu.e taaro.n kii chamaktii hu.ii chaadar
naddii ko.ii bal khaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "بل"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "بل"
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
jab nayaa mahiina aataa hai to
bijlii kaa bil aa jaataa hai
Ahmad Hatib Siddiqi
Sher
shah-zor apne zor me.n girtaa hai misl-e-barq
vo tifl kyaa giregaa jo ghuTno.n ke bal chale
Mirza Azeem Beg 'Azeem'
Ghazal
chaa.ndnii dekh ke chehre ko chhupaane vaale
dhuup me.n baiTh ke ab baal sukhaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
ek zaraa sii jot ke bal par a.ndhiyaaro.n se bair
paagal diye havaa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
vo tire husn kii qiimat se nahii.n hai.n vaaqif
pa.nkhu.Dii ko jo tire lab kaa badal kahte hai.n