SEARCH RESULTS
Showing search results for "تخلف"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "تخلف"
Ghazal
tum dete ho takliif mujhe hotii hai raahat
sach jaaniye mai.n is me.n takalluf nahii.n kartaa
Shefta Mustafa Khan
Kulliyat
jo KHuub dekho to saarii vahii haqiiqat hai
chhupaanaa chehre kaa ushshaaq se takalluf thaa
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "تخلف"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "تخلف"
Sher
tum takalluf ko bhii iKHlaas samajhte ho 'faraaz'
dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tum takalluf ko bhii iKHlaas samajhte ho 'faraaz'
dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
kabhii jab muddato.n ke baa'd us kaa saamnaa hogaa
sivaa.e paas aadaab-e-takalluf aur kyaa hogaa
Jaun Eliya
Sher
bas ye hu.aa ki us ne takalluf se baat kii
aur ham ne rote rote dupaTTe bhigo liye
Parveen Shakir
Ghazal
pyaar jab had se ba.Dhaa saare takalluf miT ga.e
aap se phir tum hu.e phir tuu kaa unvaa.n ho ga.e
Tasleem Fazli
Sher
ai 'zauq' takalluf me.n hai takliif saraasar
aaraam me.n hai vo jo takalluf nahii.n kartaa