SEARCH RESULTS
Showing search results for "تیغ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "تیغ"
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Nazm
shikwa
thii na kuchh teGzanii apnii hukuumat ke liye
sar-ba-kaf phirte the kyaa dahr me.n daulat ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "تیغ"
MORE MATCHES FOR "تیغ"
Ghazal
sunaa hai teG ko qaatil ne aab-daar kiyaa
agar ye sach hai to be-shub.ha ham pe vaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
lazzat-e-iijaad-e-naaz afsuun-e-arz-e-zauq-e-qatl
na.al aatish me.n hai teG-e-yaar se naKHchiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
haath hii teG-aazmaa kaa kaam se jaataa rahaa
dil pe ik lagne na paayaa zaKHm-e-kaarii haa.e haa.e
Mirza Ghalib
Nazm
la-ilaha-illallah
KHudii kaa sirr-e-nihaa.n laa-ilaaha-illallaah
KHudii hai teG fasaa.n laa-ilaaha-illallaah