SEARCH RESULTS
Showing search results for "حقیؔ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "حقیؔ"
Ghazal
kar chukaa jashn-e-bahaaraa.n se mai.n tauba 'haqqii'
fasl-e-gul aa ke mirii jaan ko ro jaatii hai
Shaanul Haq Haqqi
Khaka
Shahid Ahmed Dehlvi
Ghazal
ye kis ne kiyaa yaad kahaa.n jaate ho 'haqqii'
kuchh aaj to pa.Dte hai.n qadam aur tarah ke
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
Shaanul Haq Haqqi
MORE MATCHES FOR "حقیؔ"
Ghazal
'haqqii' bahut hai kaar-e-junuu.n dasht-e-ziist me.n
aasuudgaan-e-raah vo saudaa kahaa.n se laa.e.n
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
zikr se us ke sa.nvaaraa hai suKHan ko 'haqqii'
KHush-mazaa lagte hai.n kaano.n ko taraane apne
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
KHaraab-o-KHasta-o-aasuudagaan-e-manzil bhii
naved-e-jashn ki 'haqqii' kaa kaarvaa.n na rahaa
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
mai.n ne kyaa kyaa na kahaa sher me.n un se 'haqqii'
vo faqat sun ke ye kahte rahe huu.n achchhaa hai
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
'haqqii' ye apnaa chashma-e-ra.ngii.n utaariye
dekhe.nge phir ki diida-e-biinaa hii aur hai
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
ik navaa haasil-e-sad-ahd-e-fuGaa.n hai 'haqqii'
buu-e-gul laakh bahaaro.n kaa nishaa.n ho jaise
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
'haqqii' se sargiraa.n hii sahii nukta-daan-e-sher
ik rang hai ki hai kuchh isii jaan-e-haar tak
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
'haqqii' bechaara aaKHir thak-thakaa kar so gayaa
apne zaKHmo.n kii vo kartaa parda-daarii aur kyaa
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
hausla haar ga.ii tishna-dahaanii 'haqqii'
ab tuu mashkiiza uThaa aur mujhe paanii de