SEARCH RESULTS
Showing search results for "دست"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "دست"
PAGE MATCHES FOR "دست"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "دست"
Ghazal
ham dard-ba-dil naalaa.n vo dast-ba-dil hairaa.n
ai ishq to kyaa zaalim teraa hii zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
aaj baazaar me.n paa-ba-jaulaa.n chalo
dast-afshaa.n chalo mast o raqsaa.n chalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bahut hai zulm ke dast-e-bahaana-juu ke liye
jo chand ahl-e-junuu.n tere naam-levaa hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
fasiil-e-shahr ke har burj har manaare par
kamaa.n-ba-dast sitaada hai.n askarii us ke
Ahmad Faraz
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
har chand subuk-dast hu.e but-shikanii me.n
ham hai.n to abhii raah me.n hai sa.ng-e-giraa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa-rab Gam-e-hijraa.n me.n itnaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar par hai vo dast-e-du.aa hotaa