SEARCH RESULTS
Showing search results for "رعنائی_جمال"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "رعنائی_جمال"
Ghazal
raanaa.i-e-jamaal kaa aalam na puuchhiye
ik baar dekh le jo use dekhtaa rahe
Rohit Soni Tabish
Ghazal
raanaa.i-e-jamaal hai mauzuu-e-guftuguu
haalaat-e-haazira pe tumhaarii nazar nahii.n
Ajmal Abullais
Ghazal
raanaa.i-e-jamaal hai mauzuu-e-guftuguu
haalaat-e-haazira pe tumhaarii nazar nahii.n
Ajmal Abullais
PAGE MATCHES FOR "رعنائی_جمال"
BOOKS MATCHES FOR "رعنائی_جمال"
MORE MATCHES FOR "رعنائی_جمال"
Ghazal
allah re husn-e-dost kii raanaa.i-e-jamaal
ho jaa.e mahv-e-diid na saaraa jahaa.n kahii.n
Aslam Barabankvi
Ghazal
jalva-faroz vo hai.n ba-raa'naa.ii-e-jamaal
aur infi’aal-e-zauq-e-tabii'at na puuchhiye
Inam Thanvi
Ghazal
raanaa.ii-e-jamaal-e-gul-afshaa.n kii KHair ho
ab husn-e-dilrubaa ke nazaare nahii.n rahe
Sardar Khan Soz
Ghazal
hadd-e-parvaaz-e-jamaal aap kii a.ng.Daa.ii hai
is se aage mire ehsaas kii ra.anaa.ii hai
Maqbool Naqsh
Ghazal
nisaar hone lagaa hai jamaal-e-rang-e-shafaq
'alii' bayaan na kar be.Diyo.n kii raa'naa.ii
Ali Bukhari
Ghazal
tire jamaal se thii zindagii me.n ra.anaa.ii
mire vajuud kaa tuu hii azal se mehvar thaa