SEARCH RESULTS
Showing search results for "رفاقتوں"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "رفاقتوں"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
suntaa thaa vo bhii sab se puraanii kahaaniyaa.n
shaayad rafaaqato.n kii zaruurat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
rafaaqato.n kaa mirii us ko dhyaan kitnaa thaa
zamiin le lii magar aasmaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
PAGE MATCHES FOR "رفاقتوں"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "رفاقتوں"
Ghazal
rafaaqato.n ke safar me.n to be-yaqiinii thii
ye faasla hai jo rishta banaa.e rakhtaa hai
Waseem Barelvi
Nazm
chand-chehra sitara-ankhen
jinho.n ne paimaa.n kiye the mujh se
rafaaqato.n ke mohabbato.n ke
Obaidullah Aleem
Ghazal
rafaaqato.n ke na.e KHvaab KHushnumaa hai.n magar
guzar chukaa hai tire e’tibaar kaa mausam
Parveen Shakir
Ghazal
rafaaqato.n me.n pashemaaniyaa.n to hotii hai.n
ki dosto.n se bhii naadaaniyaa.n to hotii hai.n
Ahmad Faraz
Sher
rafaaqato.n kaa mirii us ko dhyaan kitnaa thaa
zamiin le lii magar aasmaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
tuu saath saath thaa to KHudaa.ii bhii saath thii
apnii rafaaqato.n ke nishaa.n jaa-ba-jaa rahe
Jameel Malik
Ghazal
Iqbal Ashhar
Sher
rafaaqato.n ke na.e KHvaab KHushnumaa hai.n magar
guzar chukaa hai tire e'tibaar kaa mausam