SEARCH RESULTS
Showing search results for "سوئے_ادب"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "سوئے_ادب"
Ghazal
fariyaad bhii hai suu-e-adab apne shahr me.n
ham phir rahe hai.n mohr-ba-lab apne shahr me.n
Khatir Ghaznavi
Ghazal
suu-e-adab na Thahre to de.n ko.ii mashvara
ham mutma.in nahii.n hai.n tirii kaa.enaat se
Abdul Hamid Adam
Ghazal
suu-e-adab kahuu.n ki ise be-takallufii
'raaGib' bajaa.e aap muKHaatib vo tuu se thaa
Raghib Muradabadi
Ghazal
adab ke naam pe hogii jo itnii paabandii
to ko.ii vaaqi.a suu-e-adab to hogaa hii
Ghulam Husain Raaz
MORE MATCHES FOR "سوئے_ادب"
Nazm
maulwiyon ka shaghl-e-takfir
jhallaa ke kahaa ye ki ye kyaa suu-e-adab hai
kahte ho vo baate.n jo sazaa-vaar nahii.n hai.n
Shibli Nomani
Ghazal
samjhe hai.n suu-e-adab jannat-e-saanii kahnaa
vo kuchh ashKHaas jo hai.n martaba-daan-e-dehlii