SEARCH RESULTS
Showing search results for "شاخ_بدن"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "شاخ_بدن"
Nazm
hari-bhari ek shaKH-e-badan par
harii-bharii ik shaaKH-e-badan par
mere labo.n ke lams se phuuTe
Amjad Islam Amjad
Sher
Aqeel Abbas
Filmi Geet
lachkaa.iye shaaKH-e-badan mahkaa.iye zulfo.n kii shaam
chalkaa.e.n jaam
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
rafta rafta shaaKH-e-badan par phuul khile
rafta rafta KHud me.n vo chaalaak hu.aa
Ghulam Mustafa Faraz
PAGE MATCHES FOR "شاخ_بدن"
MORE MATCHES FOR "شاخ_بدن"
Ghazal
ye sard raat nigal legii saa.ato.n kaa vajuud
jalaa.e.n shaaKH-e-badan aur istifaada kare.n
Raghib Akhtar
Ghazal
shanaaKHt kar na sakaa aa.ina-nazar bhii use
har ek shaaKH-e-badan laKHt laKHt aisii thii
Mubarak Ansari
Ghazal
lachak ke TuuT na jaa.e kahii.n ye shaaKH-e-badan
chale jo tez to vahshat havaa se hotii hai
Khurshid Talab
Ghazal
kishmish sii naazniin thii shaaKH-e-badan mirii
chaahat kii aab-o-taab se anguur kar diyaa
Dua Ali
Ghazal
phir yuu.n hu.aa ki shaaKH-e-badan sansanaa uThii
mai.n ne ye samjhaa goyaa ko.ii tiir chal gayaa
Shafaq Sopori
Ghazal
haath aa.ii hai ka.ii baar tirii shaaKH-e-badan
mai.n ka.ii baar chakhaa huu.n tire phal kii lazzat
Ghalib Duraib
Ghazal
kab tak bahaar rakkhe chaman-zaar-e-zindagii
shaaKH-e-badan usii kii lachak bhii usii kii hai