SEARCH RESULTS
Showing search results for "عالم"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "عالم"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "عالم"
MORE MATCHES FOR "عالم"
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
aaKHir aaKHir to ye aalam hai ki ab hosh nahii.n
rag-e-miinaa sulag uTThii ki rag-e-jaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pahu.nche.nge rahguzar-e-yaar talak kyuu.n kar ham
pahle jab tak na do aalam se guzar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ibn e Insha
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
ye duniyaa hai yaa 'aalam-e-bad-havaasii
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai