SEARCH RESULTS
Showing search results for "فگن"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "فگن"
Marsiya
dariyaa to aasmaa.n hai.n sitaare hubaab hai.n
partav-fagan hu.aa jo ruKH-e-qibla-e-anaam
Meer Anees
Sher
baap ziina hai jo le jaataa hai uu.nchaa.ii tak
maa.n du.aa hai jo sadaa saaya-figan rahtii hai
Sarfraz Nawaz
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
ye kaun jalva-fagan hai mirii nigaaho.n me.n
qadam qadam pe barastaa hai nuur raaho.n me.n
Jahangeer nayab
PAGE MATCHES FOR "فگن"
MORE MATCHES FOR "فگن"
Ghazal
har suu sar-e-tasliim rakhe said-e-haram hai.n
vo said-fagan teG-ba-kaf taa kidhar aave
Meer Taqi Meer
Nazm
lucknow
tole hu.e hai teG-o-sinaa.n husn-e-be-naqaab
naavak-fagan hai jalva-e-pinhaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
barq-e-ba-jaan-e-hausla aatish-fagan 'asad'
ai dil-fasurda taaqat-e-zabt-e-fuGaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
puuchho to udhar tiir-fagan kaun hai yaaro
sau.npaa thaa jise kaam nigahbaanii-e-dil kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main aur tu
نہ ستيزہ گاہ جہاں نئي نہ حريف پنجہ فگن نئے
وہي فطرت اسد اللہي وہي مرحبي، وہي عنتري
Allama Iqbal
Mazahiya
kyaa kyaa bayaan kiijiye ik ik kaa baa.nkpan
jalva-figan zamii.n pe thii taaro.n kii anjuman
Saghar Khayyami
Naat
dil un kaa hai is dil me.n vahii jalva-fagan hai.n
ab un ke alaava ba-KHudaa ko.ii nahii.n hai