SEARCH RESULTS
Showing search results for "موج"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "موج"
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Parveen Shakir
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "موج"
MORE MATCHES FOR "موج"
Ghazal
ik dard kaa phailaa hu.aa sahraa hai ki mai.n huu.n
ik mauj me.n aayaa hu.aa dariyaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Nazm
ek aarzu
ho dil-fareb aisaa kohsaar kaa nazaara
paanii bhii mauj ban kar uTh uTh ke dekhtaa ho
Allama Iqbal
Sher
Asghar Gondvi
Ghazal
Duub jaa.uu.n to ko.ii mauj nishaa.n tak na bataa.e
aisii naddii me.n utar jaane ko jii chaahtaa hai
Iftikhar Arif
Nazm
KHuda ka sawal
ye paanii havaa aur ye shams-o-qamar
ye mauj-e-ravaa.n ye kinaara bha.nvar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye dard mauj-e-sabaa hu.aa hai
ye aag dil kii sadaa banii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
tum mauj mauj misl-e-sabaa ghuumte raho
kaT jaa.e.n merii soch ke par tum ko is se kyaa