SEARCH RESULTS
Showing search results for "अरबदा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अरबदा"
Ghazal
ye adaa dekh ke kitno.n kaa hu.aa kaam tamaam
niimcha kal jo Tuk us arbada-juu kaa niklaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sad-haif vo naakaam ki ik umr se 'Gaalib'
hasrat me.n rahe ek but-e-arbada-juu kii
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "अरबदा"
MORE MATCHES FOR "अरबदा"
Ghazal
kahte hai.n log auj pe thaa mausam-e-bahaar
dil kah rahaa hai arbada-e-zulf-e-yaar thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
yakka-taaz o neza-baaz o arbada-juu tund-KHuu
teG-zan dashna-guzaar o naavak-afgan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jab arbada-juu tum ho to kyuu.n sabr sameTe.n
ham is me.n raqiibo.n kii sharaarat na kahe.nge
Zaheer Dehlvi
Nazm
adl-e-jahangiri
ab na vo nuur-jahaa.n hai na vo andaaz-e-Guruur
na vo Gamze hai.n na vo arbada-e-sabr-shikan
Shibli Nomani
Ghazal
sadma-e-Gam se tire juu.n gul-baazii afsos
saare a.azaa mire ai arbada-juu TuuT ga.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dil to kyaa chiiz hai jaa.n us pe tasadduq kar duu.n
ye agar arbada bhii ho kisii harjaa.ii kaa
Gopal Mittal
Ghazal
meraa shikva tirii mahfil me.n aduu karte hai.n
us pe bhii sabr ham ai arbada-juu karte hai.n
Aish Dehlvi
Ghazal
'joshish' us arbada-juu turk-e-sitam-gaar ne aaj
aashtii kii hai ba.Dii ja.ng-o-jadal se ham se