SEARCH RESULTS
Showing search results for "आमदा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "आमदा"
Naat
ai jaan ba-lab aamada hushiyaar KHabar-daar
vo saamne hai.n hazrat-e-sultaan-e-madiina
Jigar Moradabadi
Ghazal
majbuurii o daavaa-e-giraftaari-e-ulfat
dast-e-tah-e-sa.ng-aamda paimaan-e-vafaa hai
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "आमदा"
MORE MATCHES FOR "आमदा"
Ghazal
siina hai chaak-e-jigar paara hai dil sab KHuu.n hai
tis pe ye jaan-ba-lab aamada bhii mahzuu.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
yuu.n raat jab aa.ii hai to ruknaa hii pa.Daa hai
dast-e-tah-e-sa.ng-aamada paimaan-e-vafaa hai
Shamim Hanafi
Ghazal
kahte hai.n aataa hai vo ai jaan bar-lab-aamada
tuu KHudaa ke vaaste Tuk aur bhii rah jaa na jaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
majnuu.n manam chiraa digare ranj mii burad
dar hissa-e-man aamada lailaa-e-shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
Kulliyat
uchaTtii sii lagii apne to vo talvaar yaa qismat
hu.e jis ke lage kaar-aamada bekaar yaa qismat
Meer Taqi Meer
Kulliyat
bekaar mujh ko mat kah mai.n kaar-aamda huu.n
begaana-vaz.a to huu.n par aashnaa-zada huu.n
Meer Taqi Meer
Kulliyat
ham aap se jaate rahe hai.n zauq-e-KHabar me.n
ai jaan-ba-lab-aamada rah taa KHabar aave