SEARCH RESULTS
Showing search results for "इश्क़-ए-पाक"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "इश्क़-ए-पाक"
Ghazal
is baaG me.n do-roza hai ishq-e-zindagaanii
gul kii tarah bashaashat jo ab nahii.n to phir kab
Ishq Aurangabadi
Ghazal
aasaa.n siraat-e-hashr se ho ek pal me.n paar
gar saath 'ishq'-e-aasii ke fazl-e-ilaah ho
Ishq Aurangabadi
Ghazal
Ishq Aurangabadi
PAGE MATCHES FOR "इश्क़-ए-पाक"
MORE MATCHES FOR "इश्क़-ए-पाक"
Ghazal
ishq ahl-e-vafaa biich use qadr hai kyaa KHaak
vo dil ki jo gard-e-rah-e-dildaar na hove
Ishq Aurangabadi
Ghazal
'ishq' hai baal se baariik siraat-e-mahshar
yaa-'alii' kah ke tabhii us pe sa.nbhal jaa.uu.ngaa
Ishq Aurangabadi
Ghazal
paas-e-aadaab tire husn kaa karte karte
tujh ko dekhaa bhii kabhii huu.ngaa to Darte Darte
Ishq Aurangabadi
Ghazal
mahaktii hai zulf-e-siyah us kii har raat
kahii.n us me.n 'ishq' itr-e-shabbuu na hove
Ishq Aurangabadi
Ghazal
Ishq Azimabadi
Ghazal
ik naqd-e-nigah par 'ishq' biktaa hai to kar saudaa
de bahr-e-KHariidaarii diidaar kaa bai.aana
Ishq Aurangabadi
Ghazal
balaa se KHalq ho be-dard ishq kyaa Gam hai
jaraahat-e-dil-e-mahzuu.n kaa dard marham hai
Ishq Aurangabadi
Sher
ai muqallid bul-havas ham se na kar daavaa-e-ishq
daaG laala kii tarah rakhte hai.n maadar-zaad ham
Ishq Aurangabadi
Ghazal
sar par ho sar-e-bazm kahaa.n sham.a me.n hai aab
gar ishq kii aa.nkhe.n jo kare.n ashk-fishaanii