SEARCH RESULTS
Showing search results for "एजाज़-ए-मसीहा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "एजाज़-ए-मसीहा"
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam kyaa agar aazaad-e-musalsal hai mirii ziist
minnat-kash-e-ejaaz-e-masiihaa to nahii.n hai
Yaqoob Usmani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "एजाज़-ए-मसीहा"
Ghazal
kabhii har lafz e.ajaaz-e-masiihaa!
kabhii yuu.n jaise kuchh kahnaa nahii.n hai
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
murde jii uThte hai.n jab naam tiraa sunte hai.n
ham se puuchhe ko.ii ejaaz-e-masiihaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
aarzuu jii uThii phir pyaar jo us but ne kiyaa
phir lab-e-yaar me.n ejaaz-e-masiihaa hai vahii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
ghaalib
be-haqiiqat lagaa ejaaz-e-masiihaa tujh ko
jab kahaa tuu ne ki har fard hai naa-KHvaa.nda-varaq
Shuja Farrukhi
Ghazal
us lab-e-jaa.n-baKHsh kii mojiz-numaa.ii kaa yaqii.n
ho gayaa 'taalib' ko ejaaz-e-masiihaa dekh kar
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
tujh lab ke tabassum me.n hai ejaaz-e-masiihaa
ai jaan-e-'siraaj' is dil-e-be-jaa.n kuu.n jalaa dekh
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ye bhii shaayad tiraa 'ejaaz'-e-sitam-raanii hai
dil ko vaapas bhii kiyaa tuu ne to in.aam ke saath
Ejaz Ajmeri
Ghazal
rah-e-hayaat me.n laakho.n the ham-safar 'ejaaz'
kisii ko yaad rakhaa aur kisii ko bhuul ga.e