SEARCH RESULTS
Showing search results for "कोतह-कमंद"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "कोतह-कमंद"
Ghazal
hamii.n ne rok liyaa panja-e-junuu.n varna
hame.n asiir ye kotah-kamand kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aa.nkho.n se gard jhaa.D ke dekhaa to dosto
kotaah qad bhii apne baraabar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
tumhaarii fikr kii kotaah-qad havelii me.n
bujhe charaaG to phir mak.Diyo.n ke jaale hu.e
Sanjay Mishra Shauq
Nazm
izhaar aur rasai
aur rasaa.ii ki hamesha se hai kotaah-kamand
baat kii Gaayat-e-Gaayaat na ho!
Noon Meem Rashid
MORE MATCHES FOR "कोतह-कमंद"
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
ek mai.n kotaah-qad thaa us kii mahfil me.n 'mushiir'
is liye mere 'alaava har kisii kaa sar gayaa
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
koh-e-giraa.n se kam nahii.n ye pairahan utaar
mai.n kah rahaa huu.n ruuh se ab to badan utaar
Kamal Kataria Karan
Sher
kotaah umr ho ga.ii aur ye na kam hu.ii
ai jaan aa ke tuul-e-shab-e-intizaar dekh