SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़ाफ़िलों"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ग़ाफ़िलों"
Nazm
jawab-e-shikwa
Gaafil aadaab se sukkaan-e-zamii.n kaise hai.n
shoKH o gustaaKH ye pastii ke makii.n kaise hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Gaafilo.n ke lutf ko kaafii hai duniyaavii KHushii
aaqilo.n ko be-Gam-e-uqbaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Nazm
hubb-e-watan
jaagne vaale Gaafilo.n ko jagaa.o
tairne vaalo Duubto.n ko tiraa.o
Altaf Hussain Hali
Ghazal
nafas kii aamad-o-shud hai namaaz-e-ahl-e-hayaat
jo ye qazaa ho to ai Gaafilo qazaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
MORE MATCHES FOR "ग़ाफ़िलों"
Ghazal
havaa me.n phirte ho kyaa hirs aur havaa ke liye
Guruur chho.D do ai Gaafilo KHudaa ke liye
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ham se kuchh aage zamaane me.n hu.aa kyaa kyaa kuchh
to bhii ham Gaafilo.n ne aa ke kyaa kyaa kuchh
Meer Taqi Meer
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
sahar ko sham jalaane kii baat kartaa huu.n
ye Gaafilo.n ko jagaane kii baat kartaa huu.n
Shaad Aarfi
Ghazal
saraa-e-dahr me.n so.oge Gaafilo kab tak
uTho to kyaa tumhe.n jaanaa nahii.n vatan kii taraf
Nazm Tabatabai
Nazm
watan ka rag
zabaa.n ko band kiyaa hai ye Gaafilo.n ko hai naaz
zaraa rago.n me.n lahuu kaa bhii dekh le.n andaaz
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
chup raho duur karo mu.nh na miraa khulvaa.o
Gaafilo zaKHm-e-zabaa.n kaa nahii.n marham paidaa