SEARCH RESULTS
Showing search results for "तर्ज़-ए-तख़ातुब"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तर्ज़-ए-तख़ातुब"
Ghazal
ajiib tarz-e-taKHaatub ravaa hu.aa ab ke
KHuluus lahjo.n se yaksar judaa hu.aa ab ke
Marghoob Ali
Ghazal
yaaro.n ko hai jis tarz-e-taKHaatub se shikaayat
is tarz-e-taKHaatub kaa sabab ham nahii.n kahte
Raza Vasfi
Ghazal
ye us kaa tarz-e-taKHaatub bhii KHuub hai 'mohsin'
rukaa rukaa saa tabassum KHafaa KHafaa aa.nkhe.n
Mohsin Bhopali
Ghazal
vo jin ke tarz-e-taKHaatub me.n zahr shaamil hai
agar nasiib me.n mahbuub se visaal nahii.n
Ghulam Hasan Hasani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "तर्ज़-ए-तख़ातुब"
Mazahiya
sunte ho ajii kahtii thii havvaa kii ye duKHtar
vo tarz-e-taKHaatub thaa ye chaahat kaa samundar
Shaukat Jamal
Ghazal
mai.n us ke tarz-e-taKHaatub kaa zahr pii to gayaa
magar ajiib sii talKHii zabaa.n me.n phail ga.ii
Siddique Mujibi
Ghazal
qaatil hai teraa tarz-e-taKHaatub bhii ai 'aziiz'
ruu-e-suKHan kisii kii taraf hai hadaf ko.ii
Azeez Baghravi
Ghazal
is tarz-e-taKHaatub se 'atiiq' un ko lagaa hai
jaise ki kabhii thaa hii nahii.n mai.n to yahaa.n kaa
Ateeq Muzaffarpuri
Ghazal
nigaah-e-yaar kaa tarz-e-taKHaatub aah kyaa kahiye
KHabar hone na paa.ii aur duniyaa luT ga.ii apnii