SEARCH RESULTS
Showing search results for "दम-ब-दम"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दम-ब-दम"
Rubai
amrit se fazaa.e.n dam-ba-dam dhultii hai.n
har zarre me.n sau raushaniyaa.n ghultii hai.n
Naresh Kumar Shad
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "दम-ब-दम"
Ghazal
dam-ba-dam taGayyur ke rang hai.n zamaane me.n
kuchh kamii nahii.n aatii dard ke KHazaane me.n
Farasat Rizwi
Kulliyat
ab aa.nkho.n me.n KHuu.n dam-ba-dam dekhte hai.n
na puuchho jo kuchh rang ham dekhte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
sahaj hii dam-ba-dam aahista aahista
bichha.D jaa.e.nge ham aahista aahista
Nand Kishore Anhad
Ghazal
uTh rahaa hai dam-ba-dam Dar kaa dhu.aa.n
kam nahii.n ho paa rahaa ghar kaa dhu.aa.n
Vasaf Basit
Ghazal
dam-ba-dam TuuTtii aavaaz me.n gaayaa hai mujhe
mutrib-e-vaqt ne be-sarfa ga.nvaayaa hai mujhe
Razzaq Arshad
Sher
kaano.n me.n guu.njtii hai vo aavaaz dam-ba-dam
ik haath rah gayaa hai kahii.n haath chho.D kar
Sifar Sharma
Ghazal
ab aa.nkho.n me.n KHuu.n dam-ba-dam dekhte hai.n
na puuchho jo kuchh rang ham dekhte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
kuchh is adaa se ko.ii dam-ba-dam lubhaa.e mujhe
ki haarne bhii na de aur aazmaa.e mujhe
Khursheed Rizvi
Ghazal
aatii hai dam-ba-dam ye sadaa jaagte raho
jaise ki jaagtaa hai KHudaa jaagte raho
Shahzad Ahmad
Sher
ham vo daraKHt hai.n ki jise dam-ba-dam ajal
arra idhar dikhaatii hai uudhar tabar qazaa