SEARCH RESULTS
Showing search results for "दस्तियाब"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दस्तियाब"
Ghazal
ai dil kisii bhii tarah mujhe dastiyaab kar
jitnaa bhii chaahiye use jaisaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
har chiiz dastiyaab hai baazaar me.n 'adam'
jhuuTii KHushii KHariid ke laa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
uThaa ke phe.nk do khi.Dkii se saaGar-o-miinaa
ye tishnagii jo tumhe.n dastiyaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
vo mujh ko dastiyaab ba.Dii der tak rahaa
mai.n us kaa intiKHaab ba.Dii der tak rahaa
Ashfaq Ahmad Saim
BOOKS MATCHES FOR "दस्तियाब"
MORE MATCHES FOR "दस्तियाब"
Short story
Saadat Hasan Manto
Sher
vo dastiyaab hame.n is liye nahii.n hotaa
ham istifaada nahii.n dekh-bhaal karte hai.n
Azhar Faragh
Ghazal
kis umr me.n na-jaane qanaa.at pasand ho
ye dil ki dastiyaab se bhii mutma.in nahii.n
Ataul Hasan
Mazahiya
mai.n ne kahaa ki gosht pakaane kii taab hai
bolii.n kii Tin ke paik me.n sab dastiyaab hai
Shaukat Jamal
Nazm
rome
aur chiizo.n kii fihrist hii dastiyaab ho jaa.e
jo hamesha ke liye is aag me.n talaf ho ga.ii.n
Zeeshan Sahil
Ghazal
mujhe to is se ka.ii aadmii banaane the
parind bhii na bane dastiyaab miTTii ke